Anubhav Dubey Net Worth: UPSC की तैयारी छोड़, चाय के बिज़नेस से बनाए! लगभग 10 करोड़ रुपये की संपत्ति

Bharat ki jaani maani company Chai Sutta Bar ke Co-Founder Anubhav Dubey ki net worth ki baat karen to yeh lagbhag 10 crore rupaye ki sampatti ke Malik Hain. Inhein apne business,  share market, startup or social media handles se income prapt hoti hai.

Dusri taraf inki company ki turnover ki baat ki jaaye to unhone company ko 3 lakh rupaye investment karke banaya tha aur yahi company Aaj inko 150 crore rupey deti Hai.

Anubhav Dube kon hai?

Anubhav Dubey ka janm September 1996 Rewa district Madhya Pradesh mein hua tha

vo ek middle class family background se belong karte Hain .Anubhav Dubey ki schooling Lucknow public School Se Hui Hai uske bad Amity University se graduate ki degree kari kuchh samay Tak corporate companies mein bhi kam Kiya. Inhone CS aur exam ki bhi taiyari ki lekin English mein kam number hone ke vajah se Inka selection nahin Ho Paya. Anubhav Dubey IAS officer ki padhaai kar rahe the. Padhai ke dauran 2016 m unhen aur unke friend Anand Nayak ko chai sutta bar ka idea aaya. Inhone socha ki Apne khud ka food business start kiya jaaye ye chahte the ki ek Aisa environment taiyar kiya jaaye Jahan log Apne doston ke sath jakar chai ke sath sath cigarette ka bhi maza le sake. Isi ke sath unhone apna business start kiya jaaye inhone chai ke साथ-साथ snacks bhi rakhen.

Anubhav Dubey Net Worth:-

Anubhav Dube ki network ki baat ki jaaye to lagbhag inke pass 10 crore ki sampatti hai. Jo inko apni company chai sutta bar startup, collaboration, investment ,stock market se milati hai. Anubhav Dube Ne Kai sare competitive exam bhi diye lekin बार-बार failure ke bad inhone padhaai chhodkar business mein hard work Kiya aur dekhte hi dekhte Inka itna bada ban gaya ki aaj yah ek inspiration hai jinko dekhkar Ham bahut kuchh Sikh sakte hain.

Chai Sutta Bar Owner Income:-

Anubhav Dubey Ne Chai Sutta bar Company 2016 m sirf ₹3 lakh lagakar start ki thi. Aur vahi Aaj is company ke turnover ki baat ki jaaye to hi hai saal Bhar ka 150 crore ka turnover deti Hai. India mein hi nahi apni company ki innovative idea ke Karan Aaj Anubhav Dubey ko India se bahar bhi pahchan Mili Hai. Ess Company ki 470 Se bhi jyada outlet hai India mein hi nahi balki internationally bhi hai aur logon ke dwara pasand kiye Ja Rahe Hain.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top